SONG: Hat Jaao Deewaane Aaye, Masti Lekar Mastane Aaye - हट जाओ दीवाने आये, मस्ती लेकर मस्ताने आये

Hat Jaao Deewaane Aaye, Masti Lekar Mastane Aaye - हट जाओ दीवाने आये, मस्ती लेकर मस्ताने आये

LYRICS:
hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye kise khabar chale kaha kise khabar chale kaha hai koi jo badh ke roke pyar ka ye tufan hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye kise khabar chale kaha kise khabar chale kaha hai koi jo badh ke roke pyar ka ye tufan hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye sine me pyar hotho pe geet dil ka ye saaj lekar hum is gali se in rasto se nikla kare hai aksar hum is gali se in rasto se nikla kare hai aksar sab jante hai pahchante hai sathi hai hum purane hai sun chuke dunia ke log hai apne kayi fasane hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye kise khabar chale kaha hai koi jo badh ke roke pyar ka ye tufan hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye ji chahta hai in rasto me kho jaye chalte chalte bichade kabhi na kuch aise ek ho jaye chalte chalte hat jao mai to julfo ki chaw me do ghadi ko so lu ye muskurata chehra ho paas jab jab main aankh kholu hat jao diwane aaye masti lekar mastane aaye