SONG: Hasrate Barbaad Mere Dil Ke - हसरतें बर्बाद मेरी, दिल के अरमां चूर है

Hasrate Barbaad Mere Dil Ke - हसरतें बर्बाद मेरी, दिल के अरमां चूर है

LYRICS:
hasrate barbaad meri, dil ke armaa chur hai bebasi pni pe main aansu bahaun raat din dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe teri yaad me ek dil rota hai itna par tujhko yaad rahe tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o takdeer ke kaatib ne jis din mujh bekas takdir likhi sab ranj-o-aalam duniya ke diye meri kismat me ye lakir likhe ye badkismat barbaad rahe ye badkismat barbaad rahe tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o meri mit gayi sari hasratein mere armaano ka khun hua tune pyaar ke badle dard diya dil se nilegi yahi dua gam dene wala shaad rahe gam dene wala shaad rahe tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o tu jaha rahe aabaad rahe, aabaad rahe dil tod ke jaane waale o munh mod ke jaane waale o