SONG: Hasrat Nahi Jeene - हसरत नहीं जीने की

Hasrat Nahi Jeene - हसरत नहीं जीने की

LYRICS:
hasarat nahi jine ki ha mushkil nahi mar jana mushkil nahi mar jana jab dekh chuki aankhe lutata hua khajana lutata hua khajana is tute dil ki is tute dil ki dhadkan na koi sun le kuch dil pe najar rakhna kuch wakt ko samjhana kuch wakt ko samjhana jab dekh chuki aankhe lutata hua khajana jalta hai to jalne de jalta hai to jalne de dil me dhuwan uthe ye shah jo tufan rakhna is aag ko pi jana is aag ko pi jana jab dekh chuki aankhe lutata hua khajana takdir banaye kya takdir banaye kya bigadi hui kismat ko judta nahi hai jode tuta hua paimana jab dekh chuki aankhe lutata hua khajana lutata hua khajana