SONG: Hasne Ki Saza Hai Rona - हँसने की सज़ा है रोना

Hasne Ki Saza Hai Rona - हँसने की सज़ा है रोना

LYRICS:
mayus jawani dil gam ki kismat ki niyat thik nahi ab pir ki thokar kya kahiye manjil to kaha rasta na mila hasne ki saza hai rona rone ki saza malum nahi hasne ki saza hai rona rone ki saza malum nahi hasne ki saza hai rona aagaje mohabbat kar baithe anjam zara malum nahi hasne ki saza hai rona dil jis se koi lagata hai wo kyu usko thukrata hai wo kyu usko thukrata hai ye bat jo puchhi kismat se kismat ne kaha malum nahi hasne ki saza hai rona hans hans ke aankh milai thi ro roke hue hum unse zuda ro roke hue hum unse zuda ye kaisa rog diya tumne hume jiski dawa malum nahi hasne ki saza hai rona kuch aur nahi bas itna hi ulfat me hume malum hua ulfat me hume malum hua ya unko wafa malum nahi ya humko zafa malum nahi hasne ki saza hai rona rone ki saza malum nahi hasne ki saza hai rona