SONG: Hasna Gana Mauj Manana Duniya Se Kya Leke Jana - हँसना गाना मौज मनाना दुनिया से क्या लेके जाना

Hasna Gana Mauj Manana Duniya Se Kya Leke Jana - हँसना गाना मौज मनाना दुनिया से क्या लेके जाना

LYRICS:
hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana dil wale geet khushi gale naino se nain mila le soch na matwale jalta hai to jale jamana duniya se le ke jana hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana duniya me aa ke na pyaar kiya dil na kisi ko diya jiya to khak jiya isi sama ka band parvana duniya se kya le ke jana hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana jindagi ka kaun bharosha kare ro ro ke kaun mare kahe ko aahe bhare jindagi ka kaun barosha kare ro ro ke kaun mare chaar dino ka yaha thikana duniya se le ke jana kahe ko aahe bhare hasna gana mauj manana duniya se kya le ke jana