SONG: Hasino Se To Bas Sahab Salamat Dur Ki Achhi - हसीनों से तो बस साहेब सलामत दूर की अच्छी

Hasino Se To Bas Sahab Salamat Dur Ki Achhi - हसीनों से तो बस साहेब सलामत दूर की अच्छी

LYRICS:
hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi pile chehre hai magar unpe lipistic powder cartuno ki tarah aa rahe hai ye najar ye hai shame anjuman dekho inka bakpan husn ki tohin hai adkhule inke badan na inka pyar acha hai, na inki berukhi acchi hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi inki soorat dekh kar, inki halat dekh kar muskura denge huzur aap bhi muh fer kar ye to apne aap ki khud udate hai hansi ek tamashe ke siwa kuch nahi ye zindagi andhere jisse sharmaye nahi wo roshni acchi hasino se to bas saheb salamat door ki acchi na inki dosti acchi, na inki dushmani acchi hasino se to bas saheb salamat door ki acchi na inki dosti acchi, na inki dushmani acchi hasino se to bas saheb salamat door ki acchi