SONG: Hasino Se Mohabbat Kaa - हसीनों से मोहब्बत का

Hasino Se Mohabbat Kaa - हसीनों से मोहब्बत का

LYRICS:
ho hasino se mohabbat kaa aah hasino se mohabbat ka bura anjam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain ho kabhi kajal kee farmaish, kabhi powder kee farmaish kabhi circus kee jidd hain aur kabhi theater kee farmaish nikalwati hain diwala aji dilbar kee farmaish kachheri aur thane me bahut hee nam hota hain kachheri aur thane me bahut hee nam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain ho takke ho jeb me toh, takke ho jeb me toh husnwale dil lagate hain gale me dalkar bahen badi ulfat jatate hain agar aashiq ho kadka toh dur se rasta dikhate hain ho jiska bank me khata wahi gulfam hota hain ho jiska bank me khata wahi gulfam hota hain meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain agar maano patte ki baat khta hu badi achi khatmaloo ki dosti achi are, lahu peeta hai khatmal dekhkar koi ghadi achi hasino ka magar din raat yahi kaam hota hai hasino ka magar din raat yahi kaam hota hai meri jan pyar me ghar bar bhi nilam hota hain hasino se mohabbat kaa bura anjam hota hain