SONG: Hasino Se Hasino Ko - हसीनों से हसीनों को, मोहब्बत हो ही जाती है

Hasino Se Hasino Ko - हसीनों से हसीनों को, मोहब्बत हो ही जाती है

LYRICS:
hasino se hasino ko, mohabbat ho hi jati hai hasino se hasino ko, mohabbat ho hi jati hai jawani se jawani ko, shikayat ho hi jati hai jawani se jawani ko, shikayat ho hi jati hai wafa karte jafa kahte hai, hans hans kar hamesha wo magar muh pher le wo to, kayamat ho hi jati hai zamane ko nahi hai, kadar dil walo ke dardo ki hasino ki magar un par, inayat ho hi jati hai liye baithe hai, liye baithe hai achhi surte jo apni aankho me unhe aankhe churane ki, jarurat ho hi jati hai hasino se hasino ko, mohabbat ho hi jati hai