SONG: Hasino Pe Jisko Marna Na Aaya - हसीनों पे जिसको मरना ना आया

Hasino Pe Jisko Marna Na Aaya - हसीनों पे जिसको मरना ना आया

LYRICS:
mohabbat rajjogam ki dasta hain ye na jaana tha jaha se jab chala majnu to love par ye tarana tha hasino pe jisko, aeji marna na aaya gaya kaam se, ho gaya kaam se ladkpan se hi pyar karna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se mohabbat ki dariya se jo tharraya kinare kinare jisne wo tha lagaya mohabbat ki dariya se jo tharraya kinare kinare jisne wo tha lagaya jise dub kar fir ubharna na aaya gaya kaam se, ho gaya kaam se hasino pe jisko, ae ji marna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se ye kyu chand nikla hanse kyu sitare hanse kyu sitare jaruri nahi hain hamko inke sahare jaruri nahi hain hamko inke sahare andhere me jisko sanwarna na aaya gaya kaam se, ho gaya kaam se hasino pe jisko, aeji marna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se mohabbat hain majhab mohabbat imaam mohabbat pe marta hain sachcha muslman mohabbat pe marta hain sachcha muslman khauf khuda se jise darna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se hasino pe jisko, ae ji marna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se ladkpan se hi pyar karna na aaya gaya kaam se ho gaya kaam se