SONG: Hasino Ki Duniya Khudgarj Hai - हसीनो की दुनिया खुदगर्ज़ है

Hasino Ki Duniya Khudgarj Hai - हसीनो की दुनिया खुदगर्ज़ है

LYRICS:
kahne ko hum jawaniyo ke khawab hai nazo ada me khelte shabab hai rang hai bahaar hai gulab hai jawab nahi koi lajawab hai hasino ki duniya khudgarj hai hasino ki duniya khudgarj hai ittila dena mera farj hai adaab arz hai adaab arz hai hasino ki duniya khudgarj hai ittila dena mera farj ahi adaab arz hai adaab arz hai adaab arz hai jo ek bar dil inse takrayega vo inko barso na bhula payega inhe pyar karna bada hai gunah inhe pyar karna bada hai gunah khuda hi bachaye khuda ki panah khuda hi bachaye khuda ki panah badakarj hai badakarj hai ittila dena mera farj ahi adaab arz hai adaab arz hai ye nazre hai kanjar ye katil ada lut jao ge inse bachna jara hai fitrat me hi inke likha sitam reham dil ke parde me hai bereham hasino ki duniya khudgarj hai ittila dena mera farj ahi adaab arz hai adaab arz hai