SONG: Hasino Ke Jalve Pareshan Rehte Agar Hum Na Hote - हसीनो के जलवे परेशान रहते अगर हम ना होते

Hasino Ke Jalve Pareshan Rehte Agar Hum Na Hote - हसीनो के जलवे परेशान रहते अगर हम ना होते

LYRICS:
hasino ke jalwe pareshan rahte hasino ke jalwe pareshan rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote hasino ke jalwe mohabbat se tum log anjan rahte mohabbat se tum log anjan rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote mohabbat se tum log anjan rahte hami ne tumhe jane mahfil banaya nigaho me tulne ke kabil banaya hami ne sikhaya tumhe war karna huye katl or tumko katil banaya huye katl or tumko katil banaya ye sab nazo bejan rahte, bejan rahte ye sab nazo bejan rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote hasino ke jalwe pareshan rahte hami ne tumhe pyar ki roshni di jo aachal se chalki wo chandani di najar se jawani ki shabnam luta ke tamanna ke har phul ko tajgi di tamanna ke har phul ko tajgi di chamak aarzuo ke viran rahte, viran rahte chamak aarzuo ke viran rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote tumhe hamne jadu bhare khwab bakshe andheri fizao ko mahtab bakshe junu ko wafa ka salika sikhaya dilo ko dhadkane ke aadab bakshe dilo ko dhadkane ke aadab bakshe ye nadan dil yuhi nadan rahte, nadan rahte ye nadan dil yuhi nadan rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote mohabbat se tum log anjan rahte jawa bajuo ko lachak hamne di hai hasi chudio ko khanak di hai hami ne bhara loch angadayi me tumhe bijliyo ki chamak hamne di hai tumhe bijliyo ki chamak hamne di hai tum is husn par khud pasheman rahte, pasheman rahte tum is husn par khud pasheman rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote hasino ke jalwe pareshan rahte dua do ke tumko mohabbat sikha di murabbat ki khatir sarafar sikha di hami ne tumhe dhange tahzib baksha hami ne tumhe aadmiyat sikha di hami ne tumhe aadmiyat sikha di jamane me wahsat ke saman rahte, saman rahte jamane me wahsat ke saman rahte agar hum na hote, agar hum na hote agar hum na hote, agar hum na hote mohabbat se tum log