SONG: Hasin Ho Hasin Ho Khuda To Nahi Ho - हसीन हो हसीन हो ख़ुदा तो नहीं हो

Hasin Ho Hasin Ho Khuda To Nahi Ho - हसीन हो हसीन हो ख़ुदा तो नहीं हो

LYRICS:
hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho hasin ho khuda to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho ye chaal bemisaal hai ada bhi ye kamal hai magar suna hai apne kamal to jamal hai ye chaal bemisal hai ada bhi ye kamal hai magar suna hai apne kamal to jamal hai isalie kahta hun akad ke na chalo hasin ho khuda to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho na yuh guman kijie na itna man kijiye hai hum bhi sath aapke idhar bhi dhyan dijiye na yuh guman kijie na itna man kijiye hai hum bhi sath aapke idhar bhi dhyan dijiye bahut hasin milege hamko naz na karo hasin ho khuda to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho jii vasta hai apka ye rasta hai aapka agar mai sath ho liyaa to kyaa gaya janaab kaa jii vasta hai apka ye rasta hai aapka agar mai sath ho liyaa to kya gaya janab kaa mai aadami hun kaam kaa ji sath le chalo hasin ho khuda to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho hasin ho khuda to nahi ho ruko ruko hava to nahi ho