SONG: Haseeno Ki Nigaahon Mein - हसीनों की निगाहों में

Haseeno Ki Nigaahon Mein - हसीनों की निगाहों में

LYRICS:
haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main gori gori baaho mein soya soya sa hu main haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main gori gori baaho mein soya soya sa hu main ho tere aanchal ke hawao tale din raat main aahe bharata hu tere husn ko dekha ke main roj shararat karta hu ho tere aanchal ke hawaao tale din raat main aahe bharata hu tere andaaz ko dekhake main roj sharaarat karta hu mohabbat ki raho mein dhundta hu tujhe main aksar aap jo na mile to aur bhi hai yaha hamsafar haseeno ki nigaaho mein khoya khoya sa hu main gori gori baaho mein soya soya sa hu main ho ik pal mein ha ik pal mein na tere samane hai mera sara jaha tere gaal gulaabi honth sharabi jalawo ne tere madhosh kiya ik pal mein ha ik pal mein na tere samane hai mera sara jaha tere gaal gulaabi honth sharabi jalawo ne tere madhosh kiya meri deewaanagi kaha chalate chalate kaha aa phansi kabhi yaha kabhi waha yahi hai mere dil ki bebasi haseeno ki nigaho mein khoya khoya sa hu main gori gori baho mein soya soya sa hu main mohabbat ki raho mein dhundta hu tujhe main aksar aap jo na mile to aur bhi hai yaha hamsafar ho tere aanchal ke hawao tale din raat main aahe bharata hu tere husn ko dekhke main roj sharart karata hu ik pal mein ha ik pal mein na tere saamane hai mera saara jaha tere gaal gulaabi honth sharabi jalawo ne tere madhosh kiya tere aanchal ke hawao tale din raat main aahe bharta hu tere husn ko dekhke main roj shararat karta hu ik pal mein ha ik pal mein na tere saamane hai mera saara jaha tere gaal gulaabi honth sharabi jalawo ne tere madhosh kiya