SONG: Haseen Raat Sitaro Se Hua Karti Hai - हसीन रात सितारों से हुआ करती है

Haseen Raat Sitaro Se Hua Karti Hai - हसीन रात सितारों से हुआ करती है

LYRICS:
haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain chhupa ke laai hain, dono jaha aankho me chhupa ke laai hain, dono jaha aankho me nazar me tum ho duniya hain jawaa aankho me nazar jawan nazaro se huaa karti hain haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain main kya karun ki hain yado ka kaam lad jana main kya karun ki hain yado ka kaam lad jana jara si chhed se sarkar mat bigad jana jara si chhed se sarkar mat bigad jana gulo se chhed baharo se huaa karti hain haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain har ek geet mohabbat ka dard rahta hain har ek geet mohabbat ka dard rahta hain koi kahata hain, magar kaun nahi kahata hain ye bhul wo hain hazaro se huaa karti hain haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain haseen raat sitaro se huaa karti hain ye dil ki bat isharo se hua karti hain