SONG: Has Rahi Zindagi Har Taraf - हँस रही जिंदगी हर तरफ

Has Rahi Zindagi Har Taraf - हँस रही जिंदगी हर तरफ

LYRICS:
chand nikal aaye mere mehbub laut aaye ki meri id ke tum chand ho mujhko nazar aaye hans rahi zindgi har taraf hai khushi id ki sham hai hans rahi zindgi har taraf hai khushi id ki sham hai hans rahi zindgi har taraf hai khushi nigahe dhundti hai ae mere ruthe sanam tujhko nigahe dhundti hai ae mere ruthe sanam tujhko are zalim chala bhi aa na tadpa is tarha mujhko id ki sham hai hans rahi zindgi har taraf hai khushi id ki sham hai hans rahi zindgi har taraf hai khushi ye wo din hai ke hans hans kar gile shikve bhula dena ye wo din hai ke hans hans kar gile shikve bhula dena agar dushman bhi aa jaye to ye kah kar mana lena id ki sham hai