SONG: Hari Ko Bisaaro Naa - (हरि को बिसारो ना

Hari Ko Bisaaro Naa - (हरि को बिसारो ना

LYRICS:
(hari ko bisaaro naa hari naa bisaarege)-2 (ghir ghir aaye vipadaa)-2 (hari dukh taarege)-2 hari na bisaarege (hari ke hai koti haath hari hai anaath naath (ur dhaaro hari ko to)-2 hari ur dhaarege hari naa bisaarege hari ko bisaaro naa saato janam paalak hai dushto ke dhaalak hai hari hari naam japaa (hari hari)-2 hari hari naam japaa (hari hi ubhaarege)-3 hari na bisaarege hari ko bisaaro naa