SONG: Hari Ke Gun Gau Mai - हरी के गुण गाऊ मैं

Hari Ke Gun Gau Mai - हरी के गुण गाऊ मैं

LYRICS:
hari ke gun gaau main, gaau main prabhu ke gun gaau main, gaau main man ki aasha puri karo sab mori vipdaa aan haro man ki aasha puri karo sab mori vipdaa aan haro dagmag dole mori naiya dagmag dole mori naiya aap hari aa bano khiwaiya bal bal jaau main, gaau main bal bal jaau main, gaau main prabhu ke gun, hari ke gun prabhu ke gun gaau main, gaau main hari ke gun gaau main, gaau main kisko man ki baat sunaau kiske dwar prabhu main jaau kisko man ki baat sunaau kiske dwar prabhu main jaau pal me maro, pal me taaro pal me maro, pal me taaro aap bigado aap sanwaro aap bigado aap sanwaro kis bigdi jaau main, gaau main kis bigdi jaau main, gaau main prabhu ke gun, hari ke gun prabhu ke gun gaau main, gaau main hari ke gun gaau main, gaau main