SONG: Hare Bhare Baag Ke Phulon Pe Rijhaa Khayyaam - हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम

Hare Bhare Baag Ke Phulon Pe Rijhaa Khayyaam - हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम

LYRICS:
hare bhare baag ke phulo pe rijha khaiyyam hare bhare baag ke phulo pe rijha khaiyyam ha taaro ka shaida hua taaro ka shaida hua chand me khoya khaiyyam chand me khoya khaiyyam hare bhare baag ke phulo pe rijha khaiyyam pyari pyari surate pyari pyari surate pahlu se dil le gayi pahlu se dil le gayi ban gaya kuch roz me ban gaya kuch roz me husn ka banda khaiyyam husn ka banda khaiyyam hare bhare baag ke phulo pe rijha khaiyyam lekin mujhe malum hua ki yaha ki har chiz fani hai fani chiz ka fani chiz ka pyar bhi fani pyar bhi fani lahar ye dil me aayi lahar ye dil me aayi chhod ke aakhir sab kuch maine lau maalik se lagayi chhod ke aakhir sab kuch maine lau maalik se lagayi bhul gaya har chiz yaha ki ishq-e-khuda me khoya ishq-e-khuda me khoya allah hu ke rang me rang kar masjid dil me banai masjid dil me banai fani chiz ka pyar bhi fani phir to meri aankho ko zarre-zarre me wo hi wo nazar aane laga pyar se maine kaliyo ko chuma pyar se maine kaliyo ko chuma bulbulo ke tarane pe jhuma bulbulo ke tarane pe jhuma husn ko uska jalwa samjh kar main hasino ke majme me ghuma mere dil me samaya wo hi wo