SONG: Har Roz Kaha Har Roz Suna - हर रोज़ कहा हर रोज़ सुना

Har Roz Kaha Har Roz Suna - हर रोज़ कहा हर रोज़ सुना

LYRICS:
har roz kaha har roz suna ek baat na puri ho payi ho payi har roz kaha har roz suna ek baat na puri ho payi ho payi har roz kaha dil de bhi chuke dil le bhi chuke dil de bhi chuke dil le bhi chuke saugat na puri ho payi ho payi har roz kaha aakash me jaise chaand badha aakash me jaise chaand badha badhti hi gayi mann ki aasha sagar chalka dhara nikli phir peene ki mann hai pyasa chhayi bhi ghata pani barsa barsat na puri ho payi ho payi har roz kaha uthti hi rahi sagar me lahar uthti hi rahi sagar me lahar utpan na hui chahat dil ki pa karke tumhe ye dil na bhara kuchh aur badhi hasrat dil ki shahnayi baji aur raat chadhi baarat na puri ho payi ho payi har roz kaha