SONG: Har Roz Hasino Ka Didar Nahi Hota - हर रोज़ हसीनो का दीदार नहीं होता

Har Roz Hasino Ka Didar Nahi Hota - हर रोज़ हसीनो का दीदार नहीं होता

LYRICS:
har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota dil humse ye kahta hai hum tumse ye kahte hai dil humse ye kahta hai hum tumse ye kahte hai tum jaise diwano ka aitbaar nahi hota har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota jo dil me tum ho dil hai humko samjhte hai jo dil me tum ho dil hai humko samjhte hai har baat pe ab humse takrar nahi hota har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota kabhi idhar bhatkate ho kabhi udhar bhatkate ho kabhi idhar bhatkate ho kabhi udhar bhatkate ho tum jaise bekaro ka ghar baar nahi hota har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota maalum nahi tumko ye husan ka jalwa hai maalum nahi tumko ye husan ka jalwa hai har bar to muskil hai ek baar nahi hota har roz hasino ka didar nahi hota ab jaao hawa khaoo har baar nahi hota