SONG: Har Ghadi Khud Se Ulajhna - हर घड़ी ख़ुद से उलझना

Har Ghadi Khud Se Ulajhna - हर घड़ी ख़ुद से उलझना

LYRICS:
har ghadi khud se ulajhana hai muqaddar mera har ghadi khud se ulajhana hai muqaddar mera main hi kashti hun mujhi mein hai samandar mera main hi kashti hun mujhi mein hai samandar mera har ghadi khud se ulajhana hai muqaddar mera ek se ho gaye mausmo ke chehare sare ek se ho gaye mausmo ke chehare sare meri aankho se kahi kho gaya manjar mera har ghadi khud se ulajhana hai muqaddar mera kisse puchhu ki kaha gum hu baraso se kisse puchhu ki kaha gum hu baraso se har jagah dhundhata firata hai mujhe ghar mera har jagah dhundhata firata hai mujhe ghar mera main hi kashti hun mujhi mein hai samandar mera har ghadi khud se ulajhana hai muqaddar mera