SONG: Har Dukh Kaa Savera Hai Par Sham Nahi Hai - हर दुःख का सवेरा हैं पर शाम नहीं हैं

Har Dukh Kaa Savera Hai Par Sham Nahi Hai - हर दुःख का सवेरा हैं पर शाम नहीं हैं

LYRICS:
har dukh ka sawera hai par sham nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai har dukh ka sawera hai par sham nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai haste hai mere aasuo ke chand sitare haste hai mere aasuo ke chand sitare tuta hua dil tere siwa kis ko pukare sansar me jiwan ka koi dam nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai insan ke teero ka hai insan nishana insan ke teero ka hai insan nishana bhagwan tu badla hai ke badla hai jamana bigdi ko banana kya tera kam nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai insan ne ghar fuk ke dekha hai tamsha khud bech ke aasha ko karidi hai nirasha insan ne ghar fuk ke dekha hai tamsha khud bech ke aasha ko kharidi hai nirasha sukh kaise mile jab dilo me ram nahi hai sukh kaise mile jab dilo me ram nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai har dukh ka sawera hai par sham nahi hai bhagwan teri dunia me aaram nahi hai