SONG: Har Chiz Jaha Ki Phani - हर चीज़ यहाँ की फानी हर चीज़ यहाँ की फानी

Har Chiz Jaha Ki Phani - हर चीज़ यहाँ की फानी हर चीज़ यहाँ की फानी

LYRICS:
har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani sab ronak aani jani sab ronak aani jani mela do din ka har chiz yaha ki fani do din bhawra phul pe dole do din bhawra phul pe dole do din amrit ras me ghole do din amrit ras me ghole do din prem kahani do din prem kahani mela do din ka har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani pal bhar hai naino me dore pal bhar hai naino me dore pal bhar ke joban hichkore pal bhar ke joban hichkore pal bhar ki mehmani pal bhar ki mehmani mela do din ka har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani kyu tino se preet badhate ye teeno jakar nahi aate kyu tino se preet badhate ye teeno jakar nahi aate joban rup jawani joban rup jawani mela do din ka har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani mela do din ka mela do din ka har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani mela do din ka mela do din ka sab rut aani jani har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani mela do din ka mela do din ka sab ram kahani jani mela do din ka har chiz yaha ki fani