SONG: Har Baat Puchiye Ye Hakikat - हर बात पूछिये ये हक़ीकत

Har Baat Puchiye Ye Hakikat - हर बात पूछिये ये हक़ीकत

LYRICS:
har baat puchiye ye hakikat na puchiye har baat puchiye ye hakikat na puchiye ae ji humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye haan haan humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye har baat puchiye ye hakikat na puchiye ye hakikat na puchiye humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye na puchiye na puchiye na puchiye ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye humne kisi ke ishq me apna kiya ye haal humne kisi ke ishq me apna kiya ye haal apna kiya ye haal uljhi hui nazar hai uljhi hui nazar hai to bahki hui hai chaale aankho se dekhiye ae ji aankho se dekhiye meri halat na puchiye meri halat na puchiye aankho se dekhiye meri halat na puchiye meri halat na puchiye na puchiye na puchiye na puchiye ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye karte nahi nigah karte nahi nigah kisi par vo bhulkar kisi par vo bhulkar karte nahi nigah kisi par vo bhulkar kisi par vo bhulkar ae ji hum aaina bhi dekhe to ha hum aaina bhi dekhe to aate hai wo nazar aji waah aate hai wo nazar aji waah aate hai wo nazar itni hum hi pe kyu hai inayat na puchiye inayat na puchiye na puchiye na puchiye na puchiye ha humko kisi se kyu hai mohabbaat na puchiye mohabbaat na puchiye ji mohabbaat na puchiye ji mohabbaat na puchiye ji mohabbaat na puchiye humne kaha ki dil ye zara dekh bhal ke aji ha dekh bhal ke arey ha dekh bhal ke palte wo palte wo kis aada se ha palte wo kis aada se dupatta sambhal ke ji ha dupatta sambhal ke ji dupatta sambhal ke ha dupatta sambhal ke ha dil par gujar gayi jo kayamt na puchiye kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye dil par gujar gayi jo kayamt na puchiye kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye kayamt na puchiye kayamt na puchiye kayamt na puchiye kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye kayamt na puchiye ji kayamt na puchiye kayamt na puchiye