SONG: Har Aish Hai Duniya Me Amiro Ko Araam - हर ऐश है दुनिया में अमीरों को आराम

Har Aish Hai Duniya Me Amiro Ko Araam - हर ऐश है दुनिया में अमीरों को आराम

LYRICS:
har aish hai dunia ka kismat me garibo ke din kate nahi kat-te bechare amiro ke dunia me amiro ko aji dunia me amiro ko aaram nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta haste hai to rone ka haste hai to rone ka ha paygam nahi milta paygam nahi milta aaram nahi milta savere chai aur phir nashta phir do baje khana baje jab char to, phir chai biscuit aur phir rat ko khana lage rahte hai hardum khane hi khane ke chakkar me musibat hi musibat hai likhi unke mukaddar me becharo ka bin motar becharo ka bin motar to paanv nahi hilta to paanv nahi hilta aaram nahi milta dunia me amiro ko aaram nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta garibo ko to dekho rat din aaram karte hai chane ki ek muthi khake din bhar kam karte hai na khane ki musibat hai pahanne ka na kuch jhagda fakat tan dhakne ko chahiye chota sa ek kapda aur unka hazaro me aur unka hazaro me ek shut nahi milta ek shut nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta dunia me amiro ko aaram nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta aji dunia me amiro ko aaram nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta aaram nahi milta haste hai to rone ka haste hai to rone ka ha paigaam nahi milta paigaam nahi milta aaram nahi milta paigaam nahi milta