SONG: Hansi Hansi Na Rahi Aur Kushi Kushi Na Rahi - हँसी हँसी ना रही और ख़ुशी ख़ुशी ना रही

Hansi Hansi Na Rahi Aur Kushi Kushi Na Rahi - हँसी हँसी ना रही और ख़ुशी ख़ुशी ना रही

LYRICS:
hansi hansi na rahi aur khushi khushi na rahi main zindagi jise samjhu wo zindagi na rahi jiyu to kiske liye jiyu to kiske liye aur maru to kiske liye maru to kiske liye jo ek aas bandhi thi wo aas hi na rahi hansi hansi na rahi aur khushi khushi na rahi kuch aa ke gam ke andhere ne aisa gher liya kuch aa ke gam ke andhere ne aisa gher liya chiraag jalte rahe aur roshni na rahi hansi hansi na rahi aur khushi khushi na rahi andheri raat hai andheri raat hai ab aur bujha sa dil ka deeya bujha sa dil ka deeya jo char din ke liye thi wo chandni na rahi hansi hansi na rahi aur khushi khushi na rahi