SONG: Hansi Chandni Bheegi Bheegi - हंसीं चांदनी भीगी भीगी

Hansi Chandni Bheegi Bheegi - हंसीं चांदनी भीगी भीगी

LYRICS:
hansi chandni bhigi bhigi hawayen hansi chandni bhigi bhigi hawayen ye ghadiya suhani kahi kho na jayen ye ghadiya suhani kahi kho na jayen hansi chandni bhigi bhigi hawayen machalte seene me jajbaat aaja machalte seene me jajbaat aaja bulaati hai taaro bhari raat aaja bulaati hai taaro bhari raat aaja khamoshi ke lab pe hai sadaye khamoshi ke lab pe hai sadaye hansi chandni baharon ke saaye me aaram le le baharon ke saaye me aaram le le najar se mohabbat ka paigam le le najar se mohabbat ka paigam le le palat kar ye din raat aaye na aaye palat kar ye din raat aaye na aaye hansi chandni bhigi bhigi hawayen hansi chandni