SONG: Hans Tu Hardum Khushiya Ya Gum - हंस तू हरदम खुशियां या गम

Hans Tu Hardum Khushiya Ya Gum - हंस तू हरदम खुशियां या गम

LYRICS:
hans tu hardam khushiya ya gam kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi hans tu hardam khushiya ya gam hans tu hardam khushiya ya gam kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi hans tu hardam khushiya ya gam kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi hans tu hardam khushiya ya gam darkar kaisa darna hai hans kar use mar bhagayenge bhagwan ne jinhen jalaya hai wo deep nahi bujh payenge himmat walo se kabhi takraya na kare hans tu hardam khushiya ya gam kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi hans tu hardam khushiya ya gam jisko khuda ka khof nahi insan nahi shaitan hai wo jannat usi ko milti hai insaf ke liye kurban ho jo masumo ko tum kabhi uksaya na karo hans tu hardam khushiya ya gam kisi se darna nahi dar dar ke jina nahi hans tu hardam khushiya ya gam hans tu hardam khushiya ya gam hans tu hardam khushiya ya gam