SONG: Hans Hans Ke Hasino Se Nazar Char Kiye Ja - हँस हँस के हसीनों से नज़र चार किये जा

Hans Hans Ke Hasino Se Nazar Char Kiye Ja - हँस हँस के हसीनों से नज़र चार किये जा

LYRICS:
hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja ye julf ye asru ye latakti hui bahe bijli si girati hui khamosh nigahe ye julf ye asru ye latakti hui bahe bijli si girati hui khamosh nigahe hai takat-e-didar to didar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi ikrar kiye ja kabhi inkar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja har ek ada husn ki aankho me basa le sine me jara ishq ka toofan jaga le har ek ada husn ki aankho me basa le sine me jara ishq ka toofan jaga le soyi hui taqdeer ko bedar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja hans hans ke hasino se najar char koye ja jo bhi kare pyar use pyar kiye ja