SONG: Hangaamaa Hai Kyun Barapaa Thodi Si Jo Pi Li Hai - हंगामा हैं क्यूँ बरपा थोड़ी सी जो पी ली हैं

Hangaamaa Hai Kyun Barapaa Thodi Si Jo Pi Li Hai - हंगामा हैं क्यूँ बरपा थोड़ी सी जो पी ली हैं

LYRICS:
main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga hosh aaya bhi to kah dunga mujhe hosh nahi hungama hai kyun barpa hungama hai kyun barpa hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daka to nahi dala daka to nahi dala chori to nahi ki hai hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai us may se nahi matlab dil jisse ho begana begana, begana us may se nahi matlab dil jisse ho begana maksud hai us may se maksud hai us may se dil hi me jo khinchti hai hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daka to nahi dala daka to nahi dala daka to nahi dala chori to nahi ki hai hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai suraj me lage dhabba fitrat ke karishme hai suraj me lage dhabba fitrat ke karishme hai but humko kahe khafir but humko kahe khafir allah ki marzi hai hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daka to nahi dala daka to nahi dala chori to nahi ki hai hungama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai natjurbakari se waaiz ki ye baate hai natjurbakari se waaiz ki ye baate hai baate hai, waaiz ki ye baate hai, baate hai, baate hai