SONG: Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya - हाँ मैंने भी प्यार किया, प्यार से कब इंकार किया

Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya - हाँ मैंने भी प्यार किया, प्यार से कब इंकार किया

LYRICS:
ha maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya bhigi bhigi rate mithi mithi bate aur maine dil ko nisar kiya ha maine bhi pyar kiya ha maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya bhigi bhigi rate mithi mithi bate aur maine dil ko nisar kiya ha maine bhi pyar kiya pyar kiya hai kaliyo ke mahkate ango se pyar kiya maine gul ke gulabi galo se pyar kiya nargis ki nashili aankho se pyar kiya badli ki rangili julfo se khuli chadni me maine bhi abhisar kiya ha maine bhi pyar kiya tham liya sine pe uchalti laharo ko jhum utha baho me pakad tufano ko chum liya bijali ke machalte hotho ko lut liya maine ubharti baharo ko raat ki dulha ka maine sindur kiya ha maine bhi pyar kiya lyrics type by : priya bhati