SONG: Hamne Dekha Hai Tumhe Aisa Guman Hota Hai - हमने देखा है तुम्हें ऐसा गुमान होता है

Hamne Dekha Hai Tumhe Aisa Guman Hota Hai - हमने देखा है तुम्हें ऐसा गुमान होता है

LYRICS:
hamne dekha hai tumhe hamne dekha hai tumhe aisa guman hota hai hamne dekha hai tumhe aisa guman hota hai aankh milti hai toh kyon dard javan hota hai hamne dekha hai tumhe aisa lagata hai ki hamdam mera vapas aaya mere jivan pe muhabbat ka nasha sa chhaya dil me chalne laga phir husn ka roshan saya hamne dekha hai tumhe jane kyon mera dil kadmo pe jhuk jata hai koyi bichhada hua sathi mujhe yad aata hai yeh milan pyar bhara kisliye tadpata hai hamne dekha hai tumhe aaj sadiyo ki mulakat nikal aayi hai aaj sadiyo ki mulakat nikal aayi hai jaise tufan se barat nikal aayi hai dil me rehti thi woh hi baat nikal aayi hai hamne dekha hai tumhe aisa guman hota hai aankh milti hai toh kyon dard javan hota hai hamne dekha hai tumhe