SONG: Hamne Chaaha Magar Keh Na Paaye - हमने चाहा मगर कह ना पाये

Hamne Chaaha Magar Keh Na Paaye - हमने चाहा मगर कह ना पाये

LYRICS:
hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage jab nigah mili sharam aayi khul na payi juban unke aage ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai dil me kuch karwate le rahi hai unki baho ka lele sahara itni himmat kaha unke aage hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi jane kis rah par ja rahi thi unko dekha to manjil samjh kar ruk gaya karwa unke aage hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki kash wo jan le bat dil ki hath failake kuch mangte hai apni tanhaiya unke aage hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage jab nigah mili sharam aayi khul na payi juban unke aage