SONG: Hamko Samajh Na Lijiye Daali Ghulaab Ki - हमको समझ ना लीजिये डाली गुलाब की

Hamko Samajh Na Lijiye Daali Ghulaab Ki - हमको समझ ना लीजिये डाली गुलाब की

LYRICS:
hamko samajh na lijiye daali gulaab ki kar denge ham to saaf tabeeyat janaab ki hamko samajh na lijiye daali gulaab ki kar denge ham to saaf tabeeyat janaab ki nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke nazro ke teer aankho me, rakhhiye sambhaal ke pachhtaaoge, pachhtaaoge nazar kisi ladki pe daal ke pachhtaaoge nazar kisi ladki pe daal ke mehfil nahin hai ye kisi bigde nawaab ki kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki hamko samajh na leejiye daali gulaab ki kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki jo aapki samajh mein na aaye, wo raag hu jo aapki samajh mein na aaye, wo raag hu bijli hu naachti hui, shola hu aag hu bijli hu naachti hui, shola hu aag hu hamse ulajh ke apni hi matti khraab ki kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki hamko samajh na leejiye daali gulaab ki kar denge ham to saaf tabiyat janaab ki