SONG: Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se - हमें यूँ ना देखो बड़ी बेरुखी से

Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se - हमें यूँ ना देखो बड़ी बेरुखी से

LYRICS:
hame yu na dekho badi berukhi se kahi ruth jaye na hami jindagi se hame yu na dekho, hame yu na dekho haay hame yu na dekho badi berukhi se hame yu na dekho badi berukhi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se hame yu na dekho, haay hame yu na dekho badi berukhi se agar tumse roshan hai jhilmil sitare mohabbat bhi jinda hai dam se hamare tumhe ho mubarak ye rangin najare hame kya garaj haaji hame kya garaj chand ki chandani se jamane me ham bhi nahi kam kisi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se hame yu na dekho, haay hame yu na dekho badi berukhi se kasam apke dil se dil ko milakar hamari wafaao ko tum ajmaa kar hame apna kah do jara muskura kar ye dil kya hai haaji ye dil kya hai ham jaan de de khushi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se hame yu na dekho, haay hame yu na dekho badi berukhi se kisi din tumhe dil lagana padega kisi din tumhe dil lagana padega mohabbat me aansu bahana padega mohabbat me aansu bahana padega kabhi na kabhi sar jhukana padega chhudaoge daman haa chhudaoge daman kaha tak kisi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se jamane me ham bhi nahi kam kisi se hame yu na dekho, haay hame yu na dekho badi berukhi se hame yu na dekho badi berukhi se