SONG: Hame To Khushi Hai - हमें तो खुशी है

Hame To Khushi Hai - हमें तो खुशी है

LYRICS:
tumse nahi gila ke tum begane ho gaye diwana humko hona tha diwane ho gaye hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya mohabbat ka hamko sila mil gaya mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai tumhe dil diya tumhe dil diya mohabbat ka hamko sila mil gaya mohabbat ka hamko sila mil gaya kasam hai hamari ke hamko bhula do magar aaj ke din jara mushkura do kasam hai hamari ke hamko bhula do magar aaj ke din jara mushkura do sitaro se bhar do hamara bhi daman hamari bhi rate kabhi jagmaga do hase tum to dil ka kamal khil gaya kamal khil gaya mohabbat ka hamko sila mil gaya mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai bahut hai hamare liye ye sahare ke sar ho hamara kadam ho tumhare bahut hai hamare liye ye sahare ke sar ho hamara kadam ho tumhare na aaya hame dil se dil jeet lena mohabbat ki bazi me hum dil ko hare salamat raho tum yahi hai dua yahi hai dua mohabbat ka hamko sila mil gaya mohabbat ka hamko sila mil gaya hame to khushi hai yahi hai tamanna ke madhoshiya ho mile lab se lab or khamoshiya ho yahi hai tamanna ke madhoshiya ho mile lab se lab or khamoshiya ho na ho darmaiya aaj koi hamare ke behoshiyo ko bhi behoshiya ho jara tham lena ke bismil gaya ke bismil gaya