SONG: Hame Pyar Karne Na Dega Zamana, Agar Ho Sake To Mujhe Bhul Jana - हमें प्यार करने ना देगा जमाना, अगर हो सके तो मुझे भूल जाना

Hame Pyar Karne Na Dega Zamana, Agar Ho Sake To Mujhe Bhul Jana - हमें प्यार करने ना देगा जमाना, अगर हो सके तो मुझे भूल जाना

LYRICS:
humen pyaar karne na dega zamana agar ho sake to mujhe bhool jana mujhe bhool jana tera pyaar hi to meri zindagi hai ke aasan nahin hai tujhe bhool jana tujhe bhool jana paraye bhi hokar tumhare rahenge nazar mein yun hi ye nazaare rahenge nazaaron mein kya hai bahaaron mein kya hai agar tum nahin chand taaron mein kya hai yahi yaad to hai dilo ka khazaana humen pyaar karne na dega zamana agar ho sake to mujhe bhool jana mujhe bhool jana bhulaado muhabbat ki tum ye kahani ke bachpan ko jaise bhulaa de jawani jo mit jaaye dil se wo ulfat nahin hai hume aise jeene ki hasrat nahin hai kasam tumko meri na khud ko mitana tera pyaar hi to meri zindagi hai ke aasan nahin hai tujhe bhool jana tujhe bhool jana humen pyaar karne na dega zamana agar ho sake to mujhe bhool jana mujhe bhool jana