SONG: Hame Na Chede Koi, Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye - हमे ना छेड़े कोई, मैदान में हम जो आ जाये

Hame Na Chede Koi, Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye - हमे ना छेड़े कोई, मैदान में हम जो आ जाये

LYRICS:
hume na chede koi hum sataye baithe hai gale me saat suro ko dabaye baithe hai maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye maidan ki chhuti ho jaye are hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye hey bande marte hai to acchi surat par hai sukar mohabbat ke bande marte hai to acchi surat par marte hai to acchi surat par marte hai to acchi surat par har kisi pe jo ye marne lage samsan ki chhuti ho jaye har kisi pe jo ye marne lage samsan ki chhuti ho jaye hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye maidan me hum jo aa jaye maidan ki chhuti ho jaye accha hai ke is duniya me abhi kuch sabji khore baki hai accha hai ke is duniya me abhi kuch sabji khore baki hai kuch sabji khore baki hai kuch sabji khore baki hai muh sab ke aagar lag jaye lahu hayvan ki chhuti ho jaye muh sab ke aagar lag jaye lahu hayvan ki chhuti ho jaye hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye hotal ka diwala pit jaye darban ki chhuti ho jaye