SONG: Hame Kya Jo Harsu Ujaale Huye Hai - हमें क्या जो हरसू उजाले हुए हैं

Hame Kya Jo Harsu Ujaale Huye Hai - हमें क्या जो हरसू उजाले हुए हैं

LYRICS:
hume kya jo harsu hume kya jo harsu ujale huye hain hume kya jo harsu ujale huye hain ke hum toh andhero ke paale huye hain ke hum toh andhero ke hume kya jo harsu ujale huye hain ke hum toh andhero ke paale huye hain ke hum toh andhero ke baharo ne jane kahan phul baante humare chaman me khile sirf kaante humare chaman me khile sirf kaante ye insaaf bhi kya nirale huye hain ke hum toh andhero ke paale huye hain ke hum toh andhero ke kisi aur ka dil jo yun tut jaata toh shayad khuda se bhi woh ruth jata toh shayad khuda se bhi woh ruth jata humi hain jo ye gham sambhale huye hain ke hum toh andhero ke paale huye hain ke hum toh andhero ke