SONG: Hame Koyi Gum Hai Tumhe Koyi Gum Hai - हमें कोई ग़म है तुम्हें कोई ग़म है

Hame Koyi Gum Hai Tumhe Koyi Gum Hai - हमें कोई ग़म है तुम्हें कोई ग़म है

LYRICS:
hame koyi ghum hai tumhe koyi ghum hai muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame koyi ghum hai tumhe koyi ghum hai muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame bhayi darr hai yaha toh ghum ka sath hai, khushi ik jhuthi baat hai yaha toh ghum ka sath hai, khushi ik jhuthi baat hai utha najro ko bekhabar, ajab jalwo ki raat hai utha najro ko bekhabar, ajab jalwo ki raat hai pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame bhayi darr hai hansi hontho pe kho gayi, jawani hamko ro gayi hansi hontho pe kho gayi, jawani hamko ro gayi balam kyun dur jaye tu, mohabbat me hai jindagi balam kyun dur jaye tu, mohabbat me hai jindagi pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame bhayi darr hai jara koyi hamko thamna, chhalak jaye ghum ka jam na jara koyi hamko thamna, chhalak jaye ghum ka jam na ganimat hai yeh raat bhi, hai dil se dil ka saamna ganimat hai yeh raat bhi, hai dil se dil ka saamna pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame bhayi darr hai kahu kya kaisi der hai, khushi ko dil se bair hai kahu kya kaisi der hai, khushi ko dil se bair hai mohabbat kya hai balma, dilo ka her-pher hai mohabbat kya hai balma, dilo ka her-pher hai pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame koyi ghum hai, tumhe koyi ghum hai muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai hame bhayi darr hai