SONG: Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) - हमें चाहे बदनाम कर दे ज़माना (मेरी नज़र हसीन है )

Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) - हमें चाहे बदनाम कर दे ज़माना (मेरी नज़र हसीन है )

LYRICS:
hume chahe badnam kar de zamana magar hum sunakar rahenge fasana mohabbat chhupao toh chhupti nahi hain ye aawaz roke se rukti nahi hain aa, meri najre hasi hain ki, tum ho hasi yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi dil ko aana tha ik din kahin na kahin dil ko aana tha ik din kahin na kahin dil ki manjil jahan thi ruka hai wahin baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi ye hawa ye sama chandni raat ka ye hawa ye sama chandni raat ka kya batau tujhe rang jajbaat ka jhank kar meri aankho me khud dekh le munh se kah du toh phir kya maja baat ka baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi pyar karna pada dard sahna pada pyar karna pada dard sahna pada tujhko dekha toh khamosh rahna pada lakh daman bachaya na hum bach sake dil se majbur ho kar ye kahna pada baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi jisko dil chahe duniya me hain woh hasi meri najre hasi hain ki, tum ho hasi