SONG: Hame Ab Ye Jina Ghawara Nahi Hai - हमें अब ये जीना गंवारा नहीं हैं

Hame Ab Ye Jina Ghawara Nahi Hai - हमें अब ये जीना गंवारा नहीं हैं

LYRICS:
hume ab ye jeena gawara nahi hai hume ab ye jeena gawara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai bahut unko chaha ke apna banaye apna banaye bahut unko chah ke apna banaye apna banaye mukaddar ko lekin gawara nahi hai hume ab ye jeena gawara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai mohabbat me aisa koi din na gujra mohabbat me aisa koi din na gujra jise humne ro kar gujara nahi hai hume ab ye jeena gawara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai na kyu jaan de de wo kismat ka mara kismat ka mara na kyu jaan de de wo kismat ka mara kismat ka mara zamane me jiska sahara nahi hai hume ab ye jeena gawara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai ke duniya me koi humara nahi hai