SONG: Hamasafar Ab Ye Safar Kat Jaaegaa - हमसफ़र अब ये सफ़र कट जायेगा

Hamasafar Ab Ye Safar Kat Jaaegaa - हमसफ़र अब ये सफ़र कट जायेगा

LYRICS:
hamsafar ab ye safar kat jayega hamsafar ab ye safar kat jayega raste me ji na ab ghabarayega raste me ji na ab ghabarayega hamsafar ab ye safar kat jayega kis kadar rangin hai lamhat ye hamkadam pahale kaha thi bat ye koi hasrat thi na koi yad thi zindagi kya thi koi fariyad thi dil mera to mujhse bhi anajan tha ek patthar ki tarah bejan tha pyar tera ab ise dhadkayega hamsafar ab ye safar kat jayega suni rahe aur kali rat thi apni to parchhayi bhi na sath thi har kadam par aa raha tha ye khyal tanha mazil tak pahunchana hai muhal aise hi viran se ek mod par ji uthi mai teri surat dekh kar ab ye virana chaman kahalayega hamsafar ab ye safar kat jayega meri nazro ko hai duniya se gila chal diya vo chhod kar jo bhi mila mujhpe logo ne kiye hai jo sitam mai badi mushkil se bhuli hu sanam dekhna tu bhi yahi karna nahi diljalo se dillagi karna nahi umr bhar varna ye gam tadapayega ye musafir raah me rah jayega ye raha vada na din vo ayega hamsafar ab ye safar kat jayega