SONG: Hamari Mohabbat Humara Jamana

Hamari Mohabbat Humara Jamana

LYRICS:
hamari mohabbat hamara zamana hamari mohabbat hamara zamana sitaron ne dekha baharon ne dekha baharon ne dekha nigahon me shokhi labon pe tarana nigahon mein shokhi labon pe tarana sitaron ne dekha baharon ne dekha baharon ne dekha hamari muhobbat hamara zamana muhobbat ka dil me diya jal pada aa aa aa jahan jagmagaya jahan jagmagaya nigahon ne pal me ye kya gul khilaya aa aa aa dil aankhon me aaya dil aankhon me aaya fizaon ne mera hi naghma jo gaya chaman muskuraya chaman muskuraya lutaya khushi ka jo ham ne khazana lutaya khushi ka jo ham ne khazana sitaron ne dekha baharon ne dekha baharon ne dekha hamari muhobbat hamara zamana koyi pyar ki zindagi ban ke aaya aa aa aa hai dil me samaya hai dil me samaya jawani ka naghma jo honthon pe aaya aa aa aa ke aalam sa chhaya ke aalam sa chhaya zameen hil gayee aasman thartharaya yeh kya kar dikhaya yeh kya kar dikhaya sunaya dilon ne jadu ka tarana sunaya dilon ne jadu ka tarana sitaron ne dekha baharon ne dekha baharon ne dekha hamari mohabbat hamara zamana hamari mohabbat hamara zamana hamari mohabbat hamara zamana