SONG: Hamari Gali Aana Hame Na Bhulana

Hamari Gali Aana Hame Na Bhulana

LYRICS:
hamari gali aana dekho ji hame na bhulana dekho ji hamari gali aana hamko ji hame na bhulana acha ji shadi mohabbat ki bate aur hai jawnai ki rate shadi mohabbat ki bate aur hai jawnai ki rate pehli pehli mulakate pehli pehli mulakate hai ye khushi ka jamana hamari gali aana dekho ji hai ye khushi ka jamana hamari gali aana dekho ji dekho ji hame na bhulana dekho ji hamari gali aana hamko ji hame na bhulana acha ji sawan ki rut hai suhani sawan ki rut hai suhani joban pe aayi jawani kehti dilo ki kahani kehti dilo ki kahani kahe ko ab sharmana hamari gali aana kahe ko ab sharmana hamari gali aana dekho ji hame na bhulana dekho ji hamari gali aana hamko ji hame na bhulana acha ji gata khushi ki har bela gata khushi ki har bela dhole hai man ki naiya dhole hai man ki naiya lyrics typed by : pinky thukur