SONG: Hamari Gali Aana Achha Ji - हमारी गली आना अच्छा जी

Hamari Gali Aana Achha Ji - हमारी गली आना अच्छा जी

LYRICS:
hamari gali aana achha ji hame na bhulana acha ji hamari gali aana achha ji hame na bhulana acha ji jab se mili hai nigahe chamki hai mohabbat ki rahe jab se mili hai nigahe chamki hai mohabbat ki rahe sunlo tumhe ham chahe sunlo tumhe ham chahe dekho ye wada nibhana hamari gali aana acha ji dekho ye wada nibhana hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji dil me tumhi ho samaye or mere khyalo pe chaye dil me tumhi ho samaye or mere khyalo pe chaye hamko bhi chain na aaye achha ji hamko bhi chain na aaye mohabbat ka hai ye jamana hamari gali aana acha ji mohabbat ka hai ye jamana hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji naiya hai tere hawale o majhi mere matwale naiya hai tere hawale o majhi mere matwale ham hai tere rakhwale acha ji ham hai tere rakhwale nayya kinare lagana hamari gali aana acha ji nayya kinare lagana hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji hamari gali aana acha ji hame na bhulana acha ji