SONG: Hamari Baat Ka Kyo - हमारी बात का क्यों तुमको ऐतबार नहीं

Hamari Baat Ka Kyo - हमारी बात का क्यों तुमको ऐतबार नहीं

LYRICS:
humari bat ka kyo tumko aitbar nahi humari bat ka humari bat ka kyo tumko aitbar nahi ye kyu samjh liya ha ye kyu samjh liya tumne ki tumse pyar nahi humari bat ka kyo tumko aitbar nahi humari bat ka tumhare ishk me ha tumhare ishk me din raat aahe bharti hu har ek subah ko ro ro ke sham karti hu har ek subah ko ro ro ke sham karti hu samjh lo bas ki na jiti hu na marti hu tum khudi dekh lo agar mujh pe aitbar nahi tum khudi dekh lo agar mujh pe aitbar nahi ye kyu samjh liya tumne ki tumse pyar nahi ye kyu samjh liya mare to kaise mare ye to aake batla do afim kadwi hai thoda sa sankhiya la do nahi to fir koi banduk humko dilwa do humare pas chhuri hai par us me dhar nahi humare pas chhuri hai par us me dhar nahi humari bat ka kyo tumko aitbar nahi humari bat ka