Hamari Adhuri Kahani LyricsHamari Adhuri Kahani
LYRICS:
Hamari
Adhuri Kahani
Lyrics Paas aaye..Dooriyaan phir bhi kam naa hui Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi Jaa mile..
jaa mile..Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein..
manzilein..Rang thhe, noor tha Jab kareeb tu tha Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere
naam sa Likh ke chhod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani..Hamari adhuri kahani..
(x2)Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan
aa gaye
Jannatein agar yahin Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani..
(x2)Pyaas ka ye safar khatam ho jayega Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega Jhuk gaya aasmaan Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya
Khuda khud yahaan..Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani..
(x2)Written by:Rashmi
Virag More Songs