SONG: Hamare Dard Ka Kissa Zamane Se Nirala Hai - हमारे दर्द का किस्सा ज़माने से निराला है

Hamare Dard Ka Kissa Zamane Se Nirala Hai - हमारे दर्द का किस्सा ज़माने से निराला है

LYRICS:
hamare dard ka kissa jamane se nirala hai jamane se nirala hai hame sarkar ke saiyad ne ghar se niakal hai hame ghar se niakal hai ye dukh sah bhi nahi sakte ke dukhade bhi nahi katate kayi majburiya de ke ke kuch kah bhi nahi sakte bahut najo se dil par ye bahut najo ka tala hai tadpana chahta hai dil magar tadpa nahi jata tadpana chahta hai dil magar tadpa nahi jata kahani munh par gam ki magar bola nahi jata juba dekar hame bedard ne hame kanto mein dala hai hame kanto mein dala hai jamne ki shikayat hai dukhe dil ki kahani hai in aankho mein ek khamosh fariyad jamane hai wahi aansu tere charno mein lakar hamne daala hai hame ghar se nikala hai