SONG: Hamara Kyaa Hai Hum Tadpe - हमारा क्या है हम तड़पे

Hamara Kyaa Hai Hum Tadpe - हमारा क्या है हम तड़पे

LYRICS:
hamara kya hai hum tadpe magar tumko karar aaye hamara kya hai hum tadpe magar tumko karar aaye magar tumko karar aaye bas itna ho hame bhi apne dil par ikhtiyar aaye magar tumko karar aaye hamara kya hai hum tadpe magar tumko karar aaye magar tumko karar aaye bahut aasu hai aankho me bahut se dag hai dil me na ab sawan ki rut aaye na ab fasle bahar aaye magar tumko karar aaye humi ne bewafai ki hami ne ye dua mangi hamari bewafai ka na tumko etbar aaye magar tumko karar aaye hamara kya hai hum tadpe magar tumko karar aaye magar tumko karar aaye jaha itna kiya hai aap ye bhi karam kar do tum apni yad se kahdo na hargiz bar bar aaye magar tumko karar aaye magar tumko karar aaye